Na main samjha, na main jaana
Jo bhi tumne mujhse kahaa hai Senorita
Magar phir bhi, na jaane kyun
Mujhe sunke, accha laga hai senorita
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kam hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya
Nighaahon ne nighaahon se
Kahi armaano ki daastan hai senorita
Yeh chaahat ki, mohabbat ki
Saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita
Mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya
Jo bhi pal beeta
Hey senorita
Har pal tumne hai dil jeeta
Bus itni si toh baat hai
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya
0 comments:
Post a Comment