Tu hi, haan woh ghair hai, jo ke apna laga
Maangu, teri khair main, ab toh apni jaga
Main toh karoon rab se dua
Mujhe de de har gham tera
Meri khushiyon ka vaasta
Mujhe de de har gham tera
Teri inn haathon ki lakeerein
Tum mila mere inn haathon ki lakeeron se haan
Milti hai sabhi
Kaise naa milti tu ab mujhe
Jo lika meri kismat mein, naseebon mein haan
Tu toh hai wahi
Tu hi, haan woh dard hai, jo sukoon hai mera
Main toh karoon rab se dua
Mujhe de de har gham tera
Meri khushiyon ka vaasta
Mujhe de de har gham tera
Tu hi hai saanson ka humsafar
Ya hai zindagi jo jeenay ko kehti hai haan
Tu hi hai wahi
Khushi jo chaah gayi ghamo par
Ab toh har kahin jo raunak si rehti hai haan
Tu hi hai wahi
Tu hai, haan woh payr main, jis ka hoon rasta

0 comments:
Post a Comment